GULABI AANKHEN JO TERI DEKHI Mp3 Song Download Pagalworld-MOHAMMED RAFI[Train]

GULABI AANKHEN JO TERI DEKHI Mp3 Song Download PagalWorld Mr-Jatt DjPunjab from the movie Train Song Sung by MOHAMMED RAFI. The lyrics of the song are written by ANAND BAKSHI and the Music of the song is composed by R.D. BURMAN. Download the old classic Hindi song, old is gold Puraane Gaane. Tumhe apna banaane ki kasam, Khaayi hai, khaayi hai, Teri aankhon mein chaahat hi nazar Aayi hai, aayi hai.

GULABI AANKHEN JO TERI DEKHI Song Detail-

SongGULABI AANKHEN JO TERI DEKHI
SingerMOHAMMED RAFI
LyricsANAND BAKSHI
MusicR.D. BURMAN
AlbumTrain

Song Download-

Download the latest ringtone for android and iPhone.

GULABI AANKHEN JO TERI DEKHI SONG LYRICS-

O…

Gulabi aankhen jo teri dekhi

Sharabi ye dil ho gaya

Sambhalo mujhko o mere yaaron

Sambhalna mushqil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi

Sharabi ye dil ho gaya

Dil mein mere khwaab tere

Tasveer jaise ho deewar pe

Tujhpe fidaa main kyun hua

Aata hai gussa mujhe pyar pe

Main lut gaya

Maan ke dil ka kaha

Main kahin ka na raha

Kya kahu main dilruba

Bura ye jaadu

Teri aankhon ka

Ye mera qaatil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi

Sharabi ye dil ho gaya

Maine sada chaha yahi

Daaman bacha lu haseeno se main

Teri kasam khwabon mein bhi

Bachta firaa naazneeno se main

Tauba magar

Mill gayi tujhse nazar

Mill gaya dard-e-jigar

Sun zara oh bekhabar

Zara sa hans ke jo dekha tune

Main tera bismil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi

Sharabi ye dil ho gaya

Sambhalo mujhko o mere yaaron

Sambhalna mushqil ho gaya

O…

Leave a Reply

%d bloggers like this: